Statue of Unity Sardar Vallabhbhai Patel ki Pratima

Statue of Unity  Sardar Vallabhbhai Patel  ki Duniya Ki Sabse Uachi Pratima 182 metre Lamb                                                                                          Statue of Unity 

Statue of Unity

Statue of Unity Duniya Ki Sabse Uchi Pratima Hai (182 metres )

Statue of Unity Sardar Vallabhbhai Patel ki Pratima Ka Hai.

Statue  ka Adharshila Narendra Modi Gujarat ke Mukhyamantri Rahte Huye 31 october 2013 ko Sardar Patel ke Janamdin Ke Mauke Par Rakhi thi.

Statue ka Anuvad Narender Modi ke Pradhan Mantri Rahte Sardar Vallabhbhai Patel ki 143 Jayanthi 31 October 2018 Ko Kiya Gaya.

Sardar Vallabhbhai Patel ki JiwaniStatue of Unity

Sardar Vallabhbhai Patel ka Janm 31 October 1875 Mein hui thi.
Mrityu 15 December 1950 Me Huyi. Sardar Vallabhbhai

Patel Swatantrata Sangram senani the. Bharat ke aajad Hone ke Baad Prathm Grih Mantri aur Uap Pradhan Mantri Bane .
Sardar Vallabhbhai Patel ko Lauh Purush bhi Kaha jata hai

Statue of Unity Banane me Kitna Kharch Huwa.

Statue Sardar Vallabhbhai Patel Ki Pratima Banane Me lagbhag 3000 Crore Rupye Lga.
Statue of Unity Banane Wali Company ke Anusar Kase Ki Parat Chadhane ke Chhod Kar Adhikansh Kary Desh Me hi kiya Gaya hai.
Kaha Par Bna Hai.

Google itna jyada Gyan Kha se Lata Hai Jane  

Statue  Sardar Vallabhbhai Patel ki Pratima Gujarat Rajy ke Narmada Nadi Par Sardar Patel Badh se 3.5 Kilometre ki Duri par Bana Hai.

Banane me kitna Samay Laga.

Statue of Unity Sardar Vallabhbhai Patel ki Pratima Banane Wali Company Ke Anusar Nirman ka Karya 19 December 2015 ko Shuru Kiya Gaya. Ias Project ko Pura Karne Mein Kul 42 Mahine ka Samy Laga Hai.

Banane me Kitna Majdur Lage.
Statue Sardar Vallabhbhai Patel ki Pratima Banane Main Lagbhag 3400 Mazdur aur 250 Engineer Lage.

Statue ki Uchai Kitni Hai.

Statue  ki Uchai 182 Metre Lagbhag 597 feet hai.Aadhar Sahit Statue of Unity Ki Uachai Lagbhag 240 Metre Lagbhag 787 feet Hai.Pair Ki Uachai 80 feet,Hath ki Uchai 70 feet Kandhe ki Uchai 140 feet aur Chehre Ki Uchai 70 feet Hai.
Statue  ki Kul Wajan 1700 Tan Hai.

Statue  Ke Rakh Rkhaw Me Prati Mahine 12 Lakh Rupye Kharch Hoga.

Statue  Me 2 Lift Lga Hai Jo 4 second Me 1 Meter ki Duri ke Rphatar se 26 Logo Ko Le jayegi.

इस मूर्ति को डिज़ाइन राम वी सुतार ने किया है सुतार एक मूर्तिकार हैं जिन्हें पद्मभूषण सम्मान भी मिला है

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *